π
Samaan
- 1 kg Chawal
- 1 kg Chicken/Gosht
- 50g Biryani Masala
- 1 cup Dahi
- 3 Pyaaz
Tareeqa
- Pyaaz sunehri talein, aadhi alag rakh lein
- Gosht, dahi aur Biryani Masala daal kar bhoonein
- Chawal 70% ubaal lein
- Gosht aur chawal ki tahein lagayein, upar tali pyaaz
- 20 minute dam pe rakhein
π Nani kehti theen: βAanch dheemi rakho, sabr zyada.β